WELCOME TO FRENDZ4M |
Asia's No 1 Mobile Community |
Fri, Oct 11, 2024, 01:46:30 AM
Current System Time: |
Get updates | Share this page | Search |
Telegram | Facebook | Twitter | Instagram | Share on Facebook | Tweet Us | WhatsApp | Telegram |
Mazahiya Gazal and Shayaries |
Page: 1 |
muhd.tahir35 PM [137] Rank : Newbie Status : Member |
#1 Tujhe Mujhse Mujko Tujse Jo Bohat Hi Pyar Hota, Na Tujhe Qaraar Hota Na Mujhe Qaraar Hota, Tera Har Marz Ulajhta Meri Jaan-e-natwaan Se, Jo Tujhe Zukaam Hota Tou Mujhe Bukhaar Hota, Jo Mein Tujko Yad Karta Tujhe Cheenkna Bhi Parta, Mere Sath Bhi Yakeenan Yehi Bar Bar Hota, Kisi Chowk Mein Lagate Koi Chooriyon Ka Khokha, Tere Sheher Mein Bhi Apna Koi Karobaar Hota, Gham-o-ranj Aashiqana Nahin, Calculator’aana, Isey Mein Shumaar Karta Jo To Be’shumaar Hota, Wahan Zer-e-behess Atey Khat-o-haal O Huye-hubaan, Gham-e-ishq Per Jo Anwar Koi Seminar Hota. --------- Post edited by - muhd.tahir35 |
muhd.tahir35 [PM 137] Rank : Newbie Status : Member |
#2 Dhoka mila jab pyar main, Zindagi mein udaasi chaa gayi, Socha tha chorr dain is raah ko, Kambhakht mohalley mein dusri agayi.. ? |
muhd.tahir35 [PM 137] Rank : Newbie Status : Member |
#3 Woh shakhss kabhi jis ne mera ghhar nahin dekha, Us shakhss ko maine kabhi ghhar par nahin dekha, Kya dekho ge haall-e-dill-e-barbaaad ke tum ne, Curfew main mere sheher ka manzzar nahin dekha, Jaan dene ko pohanche thay sabhi teri gali main, Bhaage to kisi ne bhi palatt kar nahin dekha, Daarrhi tere chehre pe nahin hai to ajab kya, Yaaron ne tere paitt ke andar nahin dekha, Tafreeh yeh hoti hai ke ham saer ki khaatir, Saahil pe gaye aur samandar nahin dekha, Footpath pe bhi ab nazar aate hain commissioner, Kya tum ne koi ‘oath commissioner‘ nahin dekha, Afsos ke ik shakhss ko dil dene se pehle, Mattke ki tarah thonk-bajaaa kar nahin dekha.. |
Login |
Page: 1 |
Home | Top | Official Blog | Tools | Contact | Sitemap | Feed |
Page generated in 0.28 microseconds |